Alone poetry in Urdu
Alone Sad poetry in Urdu is for the lonely people who live alone to read poetry for the sake of mind and heart. Alone Sad poetry includes the emotion, feelings of loneliness, fear, and sentiments expressed through your words. Alone poetry in Urdu text is a unique collection of words that convey the inner feelings of the heart and express loneliness. People understand that Sad poetry in Urdu is dedicated to your heartbroken person. Alone poetry in Urdu touches the inner heart of millions of people around the world. It caters to a person who lives alone and cannot talk to anyone. Alone Sad poetry in Urdu text is a journey that is deep in our soul and explores emotion, thought, and experience.
میرے لفظوں کی تعریف کرتے ہو
.میرا دکھ نہیں پوچھو گے
<<—–<<>>—–>>
Mere alfazoon ki tareef karte ho,
Mera dukh nahi poochho gay.
ملے جو کوئی ہم سا تو تھام کے رکھنا
ہم بھی تو دیکھیں۔۔۔۔۔ مدِ مقابل اپنا
<<—–<<>>—–>>
Milay jo koi hum sa to thaam ke rakhna
Hum bhi to dekhein… mud-e-muqabil apna
لوگ محبت کرتے ہیں تو کیوں چھپاتے ہیں
چھپ چھپ کے تو گناہ کیے جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Log mohabbat karte hain to kyun chhupate hain,
Chhup chhup ke to gunaah kiye jaate hain
سانسیں بھی کر دوں تیری سانسوں میں منتقل
اس سے زیادہ اور کس طرح چاہوں میں تجھے
<<—–<<>>—–>>
Saansain bhi kar doon teri saanson mein muntaqil
Is se zyada aur kis tarah chahoon main tujhe
رات گہری ہے، اندھیرے میں چھپا رہتا ہوں۔
خوابوں کی تجھ سے ملنے کی راہوں میں ہیران ہوں۔
<<—–<<>>—–>>
Raat gehri hai, andheray mein chhupa rehta hoon.
Khawabon ki tujh se milne ki raahon mein hairaan hoon.
غم سے بڑھ کر کوئی درد نہیں ہوتا
سب جدا ہوتے ہیں غم جدا نہیں ہوتا
<<—–<<>>—–>>
Gham se barh kar koi dard nahi hota,
Sab juda hote hain, gham juda nahi hota
اب کرکے فراموش تو ناشاد کرو گئے
پر ہم جو نہ ہو گئے تو بہت یاد کرو گئے
<<—–<<>>—–>>
Mere Apnay Hain Sab Mujhay Pyaar Karte Hain
Samnay Say Koi Aata Nahi Pechay Say War Karte Hain
اپنے گزرے ہوۓ ایام سے نفرت ہے مجھے
اپنی بیکار تمناہوں پہ شرمندہ ہوں میں
<<—–<<>>—–>>
Apne Guzray Howay Ayyam Say Nafrat Hai Mujhay
Apni Bekaar Tamnahon Pah Sharminda Hoon Mein